teray ishq ki inteha chahta hoon
meri saddigi deakh,kia chahta hoon
sitaam hoo k ho wada by hijaabi
koi baat sabar azzma chahta hoon
yeh jannat mubarik rehy zahidoon ko
k main apna samnA chahta hoon
zara sa tu dil hoon mgar shok itna
wohi laan tarani sunna chahta hoon
koi dum bhar k mehman hoon ayy ahhlay mehfill
chiraag-e-sehar hoon bujaha chahta hoon
bahri bazam main raaz ki baat kah di
bara bay aadab hoon,saza chahta hoon
meri saddigi deakh,kia chahta hoon
sitaam hoo k ho wada by hijaabi
koi baat sabar azzma chahta hoon
yeh jannat mubarik rehy zahidoon ko
k main apna samnA chahta hoon
zara sa tu dil hoon mgar shok itna
wohi laan tarani sunna chahta hoon
koi dum bhar k mehman hoon ayy ahhlay mehfill
chiraag-e-sehar hoon bujaha chahta hoon
bahri bazam main raaz ki baat kah di
bara bay aadab hoon,saza chahta hoon