is baar kuch esa main chahta hoon
tum ko apna banana chahta hoon
bhula kar apne saray ghum
tumhain dil se apnana chahta hoon
apne naam k saath jor kar tera naam
duniya ko sar_E_aam dikhana chahta hoon
kab ho qabooliyat ki ghari na janay
tumhain har dua main mangna chahta hoon
ho jao tum mere or main tumhara
har pal bas yehi ehsaas chahta hoon
tum se hi ki bas muhabbat main ne
apni sari zindage tumharay tumharay sang chahta hoon
karta hoon aaj main yeh iqraar
main bas tumhain,bas tumhain hi chahta hoon
haq k saath kahoon tumhain main apna
tum se bas main yehi raza chahta hoon
tum ko apna banana chahta hoon
bhula kar apne saray ghum
tumhain dil se apnana chahta hoon
apne naam k saath jor kar tera naam
duniya ko sar_E_aam dikhana chahta hoon
kab ho qabooliyat ki ghari na janay
tumhain har dua main mangna chahta hoon
ho jao tum mere or main tumhara
har pal bas yehi ehsaas chahta hoon
tum se hi ki bas muhabbat main ne
apni sari zindage tumharay tumharay sang chahta hoon
karta hoon aaj main yeh iqraar
main bas tumhain,bas tumhain hi chahta hoon
haq k saath kahoon tumhain main apna
tum se bas main yehi raza chahta hoon