Bikharna tootna bhe aur ana k saath rehna bhe
sitam ejaad bhe karna,wafa k saath rehna bhe
tera andaaz aisa hai andheroun ki kahani main
jalana kuch diye bhe aur hawa k saath rehna bhe
yahan tu shokhioun ko apni zebaai se matlab hai
laho main bhe machalna aur hina k saath rehna bhe
ajab rang-e-taaluq hai muhabbat ka meray dil se
k esko toorna bhe aur sada k saath rehna bhe