Main ne ratoun ko bohat socha hai tum bhe soochna
faaisla kun mour aa ponhcha hai tum bhe soochna
soochna mumkin hai kaisay es judai ka elaaj?
haal hum dono ka ek jaisa hai tum bhe soochna
pul ta'aluq ka shakista keun hoa?sochon ga main
door nechay hijr ka dariya hai tum bhe soochna
apnay rooz-o-shab gozar saktay hain tanha kis tarha
tajruba mera bhe ye pehla hai tum bhe soochna
han,nahi,k darmiyan raastay pe baith kar
kis k haq main kia nahi acha hai tum bhe soochna