Asalam O Alikum,
[HAALAL ROOZI KI AYHMIYAAT!
Hazrat Abu Huraira(R.A)se riwayaat hai kay Rasul Allah (SAW)ne farmaya logon per ek zamana aysa aaey ga k admi is baat ki parwa nahi karayga kay is ne kahaan se kamaya'halal ya haram?
"logon!Allah ki nafarmani se dartay rahoo 'aur rozi ki talash mein galat tarika mat akhtiyaar karo-is liye k koi shakhs us waqt tak nahi mar sakta jab tak wo apne hissay ki roozi puri na le le -yeh ho sakta hai k is k milne mein kcuh takhir ho jai to khuda se dartay raho aur roozi hasil karne mein accha tarika akhtiyaar karo aur haram kay kareeb na jao"