Welcome to the Forum..

You are currently viewing our boards as a Guest which gives you limited access to view most discussions and access our other features. By joining our free community you will have access to post topics, communicate privately with other members (PM), respond to polls, upload content and access many other special features. Registration is fast, simple and absolutely free so please, join our community today!

If you have any problems with the registration process or your account login, please contact us.

Join the forum, it's quick and easy

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

You are not connected. Please login or register

Baby Health Care Tips

4 posters

Go down  Message [Page 1 of 1]

1Baby Health Care Tips Empty Baby Health Care Tips 17/06/11, 01:50 pm

Creative-Art

Creative-Art
*Administrator*
*Administrator*

Baby Health Care Tips

*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
Bache ki paidaish se pehle hi us ke kapre, beddings aur istimaal ki cheezen maslan Soap, shampoo, towel, waghaira ek bag mai rakh len takay hospital jate waqt aap ko cheezen dhondhni na paren.
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
Bache ko paidaish ke aadhe se 1ghante ke andar andar maa ka doodh den, jo us ki sehat ke liye sab se achi pehli gizaa aur Allah ki taraf se ek aesa tohfa hai jo maa apne bache ko us ki paidaish par deti hai.
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
Bache ko kabhi bhi nipple (chusni) na den. Nipple se bache ko beemariyon ka khatra bhi hota hai aur us ke mu (mouth) ka shape bhi kharab ho jata hai.
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
6 months ki umar tak bache ko sirf maa ka doodh pilaen, is umar tak bache ko paani ki bhi zaroorat nahi hoti hai kiyu ke maa ke doodh mai 88% paani hota hai jo bache ki zaroorat ke liye kaafi hota hai.
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
Bache ko 24 ghante mai taqreeban 8-10 dafa doodh pilaen, aur ek dafa mai taqreeban 20-30 minutes tak dono taraf se doodh pilaen.
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
Agar doodh pete waqt bacha so jaye to us ke sar, kaan aur pairon ko sehla kar us ko jagaen aur jab tak us ka pait poora na bhar jaye us ko breast se na hataen.
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
Agar bacha bohot kamzor hai aur sahi tarah se doodh chooste waqt jaldi thak jata hai to us ko doodh nikaal kar cup mai daal kar spoon se pilaen.
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
Kabhi bhi bache ko seedha lita kar doodh na pilaen, is se saans rukne ka dar hota hai.
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
Hamesha doodh pila kar bache ko dakaar (burp) zaroor dilaen.
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
Bottle Feeding bache ke liye bohot nukhsaandah aur beemariyon ko khud dawat dene ka zariya hai, agar aap chahte hain ke aap ka bacha sehatmand rahe aur pait aur seene ke amraaz se bacha rahe to us ko kabhi bhi bottle se doodh ya paani na pilaen.
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-

http://www.dreamzworld.forumotion.com

2Baby Health Care Tips Empty Re: Baby Health Care Tips 17/06/11, 02:02 pm

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

Bahoot hi ummda

3Baby Health Care Tips Empty Re: Baby Health Care Tips 17/06/11, 02:05 pm

prince ali

prince ali
New member
New member

Baby Health Care Tips 53152

4Baby Health Care Tips Empty Re: Baby Health Care Tips 17/06/11, 03:25 pm

Creative-Art

Creative-Art
*Administrator*
*Administrator*

Thank U Ali And Erum Ali

http://www.dreamzworld.forumotion.com

5Baby Health Care Tips Empty Re: Baby Health Care Tips 19/06/11, 11:50 pm

afshan ali

afshan ali
*Star Member*
*Star Member*

Baby Health Care Tips 902549

6Baby Health Care Tips Empty Re: Baby Health Care Tips 20/06/11, 04:54 am

Creative-Art

Creative-Art
*Administrator*
*Administrator*

Thank u Afshan Ali Sis

http://www.dreamzworld.forumotion.com

Sponsored content

Back to top  Message [Page 1 of 1]

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum