Friends aj main aap sab say aik common sawal puch raha hun jo shyed is forum mein kisi ney nahi pucha.
Wo yeh k jio loog piyar karte hai wo itna lartte kiun hai? AKhir wjha kia hai?
jawab males of females dono dain
main ny suna hai larney sy piyar ziadda hota hai....
kia ye sach hai??????
to iss bare mein aap ki kia raay hai???