ajab dustoor e zamana hai
jissay chah tha dil say
ajj woi hum say by ganna hai
kyun ussay iss qadar naaz hai khud per
humri zaat ki shama lay kr
kyun humain
hi bohja diya uss nay
mari iss mohbat ko ruswa kr diya uss ny
jassy chah tha iss dil say
ussi dil ko toor diya uss ny
ajab dustoor e zamana hai
iss zamanay ki zad main akar
humai kyun chor gy ho tum
humri har qasam har waday ko
ayy baywafa kyun toor gye ho tum
tu tu mera wo ahsas e teesnagi tha jana
jissay log kahty ibadat hai
meri iss ibadat say meray humdum
kyun mou morr gye ho tum
kyun mjy chor gye ho tum
meray in sawaloon k
jawab kahan milta hai
tu tu ik mousam tha jana
badalna tera naseeb tehra
teri mohbat per yaqeen karna
mera ik gunnah tahra
meri bas atni tamana hai deep
wo jo shahks mera ho nahi paya
pir uss k bhi mera ayy dil
zamana ho nay payy
jiss zamana ki tahtir uss ny mjy chora
woi dastoor zamany k
ussay tenha choorain
uss k panay ki khawish pay
ussy tahi daman choorain
yehi dastoor e zamana hai
jiss say waqif tujy abhi hona hai......
jissay chah tha dil say
ajj woi hum say by ganna hai
kyun ussay iss qadar naaz hai khud per
humri zaat ki shama lay kr
kyun humain
hi bohja diya uss nay
mari iss mohbat ko ruswa kr diya uss ny
jassy chah tha iss dil say
ussi dil ko toor diya uss ny
ajab dustoor e zamana hai
iss zamanay ki zad main akar
humai kyun chor gy ho tum
humri har qasam har waday ko
ayy baywafa kyun toor gye ho tum
tu tu mera wo ahsas e teesnagi tha jana
jissay log kahty ibadat hai
meri iss ibadat say meray humdum
kyun mou morr gye ho tum
kyun mjy chor gye ho tum
meray in sawaloon k
jawab kahan milta hai
tu tu ik mousam tha jana
badalna tera naseeb tehra
teri mohbat per yaqeen karna
mera ik gunnah tahra
meri bas atni tamana hai deep
wo jo shahks mera ho nahi paya
pir uss k bhi mera ayy dil
zamana ho nay payy
jiss zamana ki tahtir uss ny mjy chora
woi dastoor zamany k
ussay tenha choorain
uss k panay ki khawish pay
ussy tahi daman choorain
yehi dastoor e zamana hai
jiss say waqif tujy abhi hona hai......