Welcome to the Forum..

You are currently viewing our boards as a Guest which gives you limited access to view most discussions and access our other features. By joining our free community you will have access to post topics, communicate privately with other members (PM), respond to polls, upload content and access many other special features. Registration is fast, simple and absolutely free so please, join our community today!

If you have any problems with the registration process or your account login, please contact us.

Join the forum, it's quick and easy

Welcome to the Forum..

You are currently viewing our boards as a Guest which gives you limited access to view most discussions and access our other features. By joining our free community you will have access to post topics, communicate privately with other members (PM), respond to polls, upload content and access many other special features. Registration is fast, simple and absolutely free so please, join our community today!

If you have any problems with the registration process or your account login, please contact us.
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

You are not connected. Please login or register

OSY APNY FARDAR Ki Fikar thi.

4 posters

Go down  Message [Page 1 of 1]

1OSY APNY FARDAR Ki Fikar thi. Empty OSY APNY FARDAR Ki Fikar thi. 20/01/09, 11:25 pm

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

Osey apny fardar ke fikar te mujhy mera waqaf e haal ta.

Woh ju oske subhe aroj the wohe mera waqat e zawal ta.

Mere baat kisey woh manta mera dard kisy woh janta.

woh to kudh fana krny k safar pey ta osey rokhna bhe muhal ta.

Kaha jao gey mujhy chor k main yay puch puch k thak gaya.

woh jawab na mujko day saka Woh to kudh sarahpa saval ta.

Jo bhi oske samny a gaya wohe roshni my naha gaya.

Ajab oske ayete husn te ajb oska rung e jamal ta.

Pata nai wapsi osey kia hua na woh rosni na woh tazge.

Woh sitara kisy bikhar gaya woh to ap apni mesal ta.

§Woh mila ju sadiyoy k bad bhe mere lub pey koi gila na ta.

Osey mere chup ny rola dia jisey guftago mey kamal ta§.

Mere sath lag k woh roh parha faqat itna mujku woh keh sakha.

jisey janta ta main zindage woh to sirf wehm o kayal ta.

woh to sirf wehm o kayal ta.

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

Kabhi Aansu Chupa K Roey

Kabhi aanso chupa chupa k raooey
Kabhi dastan-e-gum suna k rooey

Raat katti hai intezar-e-yaar main
Hum raat bhar taroon ko jaga jaga k rooey

Phir who na aay raat ka Wada kar k
Hum tamam raat shama jala jala k rooey

Aaj raat un k aaney ki umeed the humeey
Who na aay hum ghar ko saja saja k rooey

Suna hai dua sey hoti hai muraad dil ki poori
Hum sari raat haath utha utha k rooey

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

Talash

ajeeb hijar parasti thi thi uski fitrat may
shajar k tooty paty talash krta tha
tamam raat wo perday hata k chaand k sath
jo kho gaye thay wo lamhay talash kerta tha
duaaen kerta tha ujray hue mizaaron per
baray ajeeb saharay talash karta tha
mujhay to aaj bataya hai baadlon nay wassi
woh loat aany kay rastay talash kerta tha!!!


ehsaas-e-arzoo hum say mitaya na gaya
aik chand sa chehra hmse bhulaya na gaya
zindagi bher jisay chaha, jisay pooja
magar haal-e-dil usay sunaya na gaya

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

Kon say dukh ki bat kerein

Kon say dukh ki baat karain
Tum to buss aik hi dukh poochtey ho
Kon se dukh ki baat karain baat zara ye to bata
Mosamoon serd hawaoon ki maseehae ka dukh
Raah ki dhool main bikhri howe beenae ka dukh
Sang ke sheher main khud dukh se shanasaee ka dukh
Ya kisi bheegti bersaat main tanhae ka dukh
Kon se dukh ki karain baat ke dil ka derya
Itni tughyaani ki zad per hai ke kuch yaad nahin
Kab hamain bhool gaya kon sey herjaae ka dukh

Tum to buss aik hi dukh ka poochtey ho

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

Qatra mangey jo koi to use dariya de dey


Qatra mangey jo koi to use dariya de dey
mujh ko kuch aur nahi de apni tamnna de dey

Main is aezaaz ke laaiq tou nahi hon lekin
Mujh ko hamsaigi gunbad-e-khizra de dey

Woh jo Aasoodgi chahen unhen Aasoda ker
Beqaraari ki latafat mujhe tanha de dey

Teri rehmat ka Aejaaz nahi tou kya hai
qadam uthen tou zamana mujhe rasta de dey
...

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

Jb dil ki dharkan roti hai

Jb dil ki dharkan roti hai
Jb door kahin sannatay main
ek chap si koi hoti hai
jb mann main ansoo girtay hai
dukh hastay hai dukh hastay hai


jb door koi koyal bolay
jb baphri moujain mil jain
jb pair say patta gir jayay
jb mann hi man main aksar hum
subah sham sulagtay hai
dukh hastay hai dukh hastay hai


jb raat k saayay dhaltay hai
jb panchi pankh andhairay hi
gher laot kay ayay kertay hai
phir hum jaisay dewanay log
prem ki aag main jaltay hai
dukh hastay hai dukh hastay hai


jb takiya aksar ratoun ko
razoo ka bouj uthata hai
jb bichray waqt ka raz sama
ankhon ka bouj ghatata hai
jb lab apas main miltay hai
dukh hastay hai dukh hastay hai

afshan ali

afshan ali
*Star Member*
*Star Member*

HMMMM ACHIH YY

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

thnak you very much afshannnn

Sirf Tum

Sirf Tum
New member
New member

nice

10OSY APNY FARDAR Ki Fikar thi. Empty Re: OSY APNY FARDAR Ki Fikar thi. 02/02/09, 05:55 pm

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

THANK YOUUU SISTERRR

11OSY APNY FARDAR Ki Fikar thi. Empty Re: OSY APNY FARDAR Ki Fikar thi. 04/05/09, 06:19 am

MyLife4U

MyLife4U
*Super Moderator*
*Super Moderator*

niceeeeeee

very good

12OSY APNY FARDAR Ki Fikar thi. Empty Re: OSY APNY FARDAR Ki Fikar thi. 05/05/09, 05:06 pm

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

THANK YOU SISTERRR

Sponsored content



Back to top  Message [Page 1 of 1]

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum