Aap Sab khairyat se teek taak hogay..ALLAH ap sab ko kush rake..Takleef mushkil se Door Kare Aameen
1. jo
shaks Allah ki mohabat ka maza chakh leta hay phir use duniya hasal
karne ki mohlat nahi miltior use insano se ghabrahat or weshat hoti hay.
2. main gowahi deta hun ke Khuda ek hay,is ka koi shareek nahi,is ke
alawa koi abadat ke laeek nahi,Allah to hamesha se hay or hamesha rehe
ga,is jesa koi dosra nahi,woh apne sab kammo ka dehan rakhta hay or
nafarmano ko saaza deta hay.
3. agar tum Khuda ki rehmat ke umeed war ho to is ki makhluk par rehm karo.
4. jahan tak mumkin ho,apne tamam kamo main koa woh zahir hun ya chupe hun,insan Khuda se darta rehy.
5. jo Lhuda ke kamo main masroof ho jaye,to Khuda is ke kamon main masroof ho jata hay.
6. jis ke pas jitna ilim ho ga woh Allah se itna hi dare ga or jitna jahil ho ga utna hi bekhoof ho ga.
7. jo shaks jahanam ke saye se bachna or Khuda ke saye main aana chahata hay is ko chaye ke sakhti ke bejaye raham kare.
8. Allah tumhara madatgar hay,is ke sawa kisi main koi quat nahi.
9. pas jo koi Muhammad ki abadat karta hay,is ko maloom hona chaye ke Muhammad ka intekal ho chuka hay,or jo
10.Allah ki abadat karta hay use maloom hona chaye ke Allah us ko dekh raha hay.