Welcome to the Forum..

You are currently viewing our boards as a Guest which gives you limited access to view most discussions and access our other features. By joining our free community you will have access to post topics, communicate privately with other members (PM), respond to polls, upload content and access many other special features. Registration is fast, simple and absolutely free so please, join our community today!

If you have any problems with the registration process or your account login, please contact us.

Join the forum, it's quick and easy

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

You are not connected. Please login or register

mehdi ki raat

3 posters

Go down  Message [Page 1 of 1]

1mehdi ki raat Empty mehdi ki raat 28/12/09, 11:09 am

mobijeena

*Moderator*
*Moderator*

Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Dekhey koyee kisi larkhi key haat
Khushioun bharey, armanon bharey, mehndi taley
Kayein sapnon ko sab sey chuhpayey howey,
sharmayey howey

Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat.
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat.
Hum bhee gayey eik mehfil,
rangon bharee ous mehfil mein
Khushbo thee haatoun mein,
jadoo tha chehroun pey
Ankhoun mein tha eik nasha
hooo ankhoun mein tha eik nasha

Humney to aisa nazara khabhee kaheen dekha na tha
Khabhee socha na tha.
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat.
Hum bhee miley eik khushbo sey, baatein hoween eik jadoo sey
Baatoun meinj baat barhee janey kub raat dhalee
Dono mehuk ney lagey haaaiii dono mehuk ney lagey
Dholuk ka shour raha sarkoshioun ko dubayey howey
Sab chuhpayey howey.

Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Dekhey koyee kisi larkhi key haat
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Dekhey koyee kisi larkhi key haat

2mehdi ki raat Empty mehdi rechi gai tery haat 28/12/09, 11:18 am

mobijeena

*Moderator*
*Moderator*

Chorus:

Mehndi rache gea tere haath
Dholak bajay gea saaree raat
Mehndi rache gea tere haath
Dholak bajay gea saaree raat

Jaakey tum saajan ke saath
Bhool na jaana yeh din raat
Jaakey tum saajan ke saath
Bhool na jaana yeh din raat

--

Tujh ko des piya ka bhayay
Tera piya tere gun gayay
Tujh ko des piya ka bhayay
Tera piya tere gun gayay

Aayay khushyon ki barsaat
Leykey rangon ki barsaat

Chorus

Kangna baghon mein jo khanke
Kholey bhed yeh tere man ke
Kangna baghon mein jo khanke
Kholey bhed yeh tere man ke
Chahey karo na koi baat
Sab ney jaan liyay jazbaat

Chorus

Tera ghoongat jo uthai
Roop tera seh na pai
Chand ko woh bhool jayay
Dekhe tera singhaar

Tere maathay ka yeh jhoomer
Bolay piya ke man ko chooker
Saajan sunlo meri baat
Jeewan bhar ka hai yeh saath

3mehdi ki raat Empty gori karEy tU singar 29/12/09, 06:51 am

mobijeena

*Moderator*
*Moderator*

Mehndi Ke Yeh Raaat ... Mehndi Ke Yeah Raat
aie Mehndi Ke Yeh Raat hai Laie sapno ke barat
Sajnaniya Sajan ke hai sath rahey hathon mein yeah hath
aie Mehndi Ke Yeh Raat hai Laie sapno ke barat Sajnaniya Sajan ke hai sath rahey hathon mein yeah hath

gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar

Baal Baal moti Chamkaee rom rom mehka
mang sindur ke sundarta se Chamkey Chandanwar

gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar

aie Mehndi Ke Yeh Raat hai Laie sapno ke barat
Sajnaniya Sajan ke hai sath rahey hathon mein asey hath

Jurey mein juhi ke Dhimi Bha mein har Singar
kan mein jag mug bali pata
galey mein jugno har
sandal jasei peshani per bindiya laie bahar

gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar

ASi Suhani ALbeli se Mehndi ke Yeah Raat oo Gori
Ujley cherey Hasti ankheen khushiyoon ke barsat ho gori

***Dhinak Dhinak Dinta haripa****

kabhi khuli kabhi bund ankhoon mein kajrey ke wo dhar
galoon ke surkhi mein jhlkey hirde ka iqrar
baloon mein gajra kano mein jumkey chunri dharey dar

gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar

MEhndi ke Yeh Raat.... Mehndi Ke Yeah RAat
Aie Mehndi ke yeh raat..
hai Laie sapno ke barat Sajnaniya Sajan ke hai sath rahey hathon mein asey hath
Hathoon ke ek ek churi mein Mohan ke chankar sehaj chale phir bhi payal mein boley pee ka pyar apna aap darpan mein dekhey aur Sharmae naal

Gori Kare tu singhar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar

Baal Baal moti Chamkaee rom rom mehka
mang sindur ke sundarta se Chamkey Chandanwar

gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
gori KArey tu Singar
Gori Kare tu singhar
gori KArey tu Singar

Mehndi Ke Yeh Raaat ... Mehndi Ke Yeah Raat
aie Mehndi Ke Yeh Raat hai Laie sapno ke barat Sajnaniya Sajan ke hai sath rahey hathon mein yeah hath

Gori Kare tu singhar
gori KArey tu Singar
Gori Kare tu singhar
gori KArey tu Singar

Mehndi Ke Yeh Raaat ... Mehndi Ke Yeah Raat
aie Mehndi Ke Yeh Raat hai Laie sapno ke barat Sajnaniya Sajan ke hai sath rahey hathon mein yeah hath

Gori Kare tu singhar
gori KArey tu Singar
Gori Kare tu singhar
gori KArey tu Singar

Mehndi Ke Yeh Raaat ... Mehndi Ke Yeah Raat
aie Mehndi Ke Yeh Raat hai Laie sapno ke barat Sajnaniya Sajan ke hai sath rahey hathon mein yeah hath

Gori Kare tu singhar
gori KArey tu Singar
Gori Kare tu singhar
gori KArey tu Singar

mobijeena

*Moderator*
*Moderator*

Ye Kudiyaan Nashe Diyaan Pudiyaan
Ye Munde Gali Ke Gunde
Ye Kudiyan Nashe Diyan Pudiyan
Ye Munde Gali Ke Gunde
Nashe Diyan Pudiyan
Gali Ke Gunde

Mehndi Lagake Rakhna, Doli Sajake Rakhna
Mehndi Lagake Rakhna, Doli Sajake Rakhna
Lene Tujhe O Gori, Aayenge Tere Sajna
Mehndi Lagake Rakhna, Doli Sajake Rakhna, O Ho, O Ho
Sehra Sajake Rakhna, Chehra Chhupake Rakhna
Sehra Sajake Rakhna, Chehra Chhupake Rakhna
Ye Dil Ki Baat Apne, Dil Mein Dabake Rakhna
Sehra Sajake Rakhna, Chehra Chhupake Rakhna
Mehndi Lagake Rakhna, Doli Sajake Rakhna

Ud Ud Ke Teri Zulfe, Karti Hain Kya Ishare
Dil Thaam Ke Khade Hain, Aashiq Sabhi Kanwaare
Chhup Jaaye Saari Kudiyaan, Ghar Mein Sharam Ke Maare
Gaaon Mein Aa Gaye Hain, Paagal Shahar Ke Saare
Nazaren Jhukake Rakhna, Daaman Bachake Rakhna
Nazaren Jhukake Rakhna, Daaman Bachake Rakhna
Lene Tujhe O Gori, Aayenge Tere Sajanaa
Mehndi Lagake Rakhna, Doli Sajake Rakhna
Sehra Sajake Rakhna, Chehra Chhupake Rakhna

Main Ek Jawaan Ladka, Tu Ek Haseen Ladki
Ye Dil Machal Gaya To, Mera Kasoor Kya Hai
Rakhna Tha Dil Pe Kaabu, Ye Husn To Hai Jaadu
Jadu Ye Chal Gaya To, Mera Kasoor Kya Hai
Rasta Hamara Takna, Darawaza Khula Rakhna
Rasta Hamara Takna, Darawaza Khula Rakhna
Lene Tujhe O Gori, Aayenge Tere Sajanaa
Kuch Aur Ab Na Kehana, Kuch Aur Ab Na Karna
Kuch Aur Ab Na Kehana, Kuch Aur Ab Na Karna
Ye Dil Ki Baat Apne, Dil Mein Dabaake Rakhana
Mehndi Lagake Rakhna, Doli Sajake Rakhna
Sehra Sajake Rakhna, Chehra Chhupake Rakhna

mobijeena

*Moderator*
*Moderator*

mere haathoN mein nau-nau chooDiyaaN hain, thoDaa Thahro sajan majbooriyaaN hain) -2
milan hogaa abhi ik raat ki dooriyaaN hain
mere haathoN mein nau-nau chooDiyaaN hain
mere haathoN mein nau-nau chooDiyaaN hain, thoDaa Thahro sajan majbooriyaaN hain

lambi-lambi te kaali-kaali raatoN mein
kaahe chooDiyaaN khanakti hain haathoN mein
lambi-lambi, ho lambi-lambi te kaali-kaali raatoN mein
kaahe chooDiyaaN khanakti hain haathoN mein
na aanaa tu nigoDi chooDiyon ki baatoN mein
lambi-lambi te kaali-kaali raatoN mein

le jaa vaapas tu apni baaraat munDeyaa
main nahin jaanaa, nahi.n jaanaa tere saath munDeyaa
le jaa vaapas, ho le jaa vaapas tu apnii baaraat munDeyaa
main nahin jaanaa, nahin jaanaa tere saath munDeyaa
sataayegaa jagaayegaa tu saari raat munDeyaa
le jaa vaapas, le jaa vaapas tu apnii baaraat munDeyaa
main nahin jaanaa, nahin jaanaa tere saath munDeyaa

(aate jaate gali mein meraa dil dhaDake
mere peechhe paDe hain aaTh-das laDke) -2
ve le jaayen kisi din ye sapere naagin phaDke
tere peechhe paDe hain aaTh-das laDke

haay mere ghuTnoN se lambi, haay meri choTi hai
haay meri aaNkh shatranj ki goTi hai
mere ghuTnoN se lambi, meri choTi hai
meri aaNkh shatranj ki goTi hai
mere baabul na phir kahnaa abhi tu chhoTi hai
tere ghuTnoN se lambi, teri choTi hai
teri aaNkh shatranj ki goTi hai

mere darzi se aaj meri jang ho gayee
kal choli silaai aaj tang ho gayee
oye shaavaa shaavaa
mere darzi se aaj meri jang ho gayee
kal choli silaai aaj tang ho gayee
kare vo kyaa tu laDaki thi patang ho gayee
tere darzi se aaj teri jang ho gayee

mere sainyaa kiyaa ye buraa kaam tune
kore kaagaz pe likh diyaa naam tune
kahin kaa bhi nahin chhoDaa mujhe haay Ram tune
mere sainyaa kiyaa ye buraa kaam tune
mere haathoN mein nau-nau chooDiyaaN hain, thoDaa Thahro sajan majbooriyaaN hain
mere haathoN mein nau-nau chooDiyaaN hain, thoDaa Thahro sajan majbooriyaaN hain
(shaavaa oye shaavaa oye shaavaa shaavaa shaavaa) -2

mobijeena

*Moderator*
*Moderator*

--CHORUS--
Chaandni raat taaron ki baaraat hai
Dil ki mehfil sajaane mein kya der hai, kya der hai
Dhadkanein dil ki shehnaaiyaan ban gayi
Ab to saajan ke aane mein kya der hai, kya der hai

--FEMALE--
Meri zindagi mera pyaar yaad aa raha hai
Aane waala hai jo, voh yaad aa raha hai
(Saajan saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa
Aakar mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa) - 2

--CHORUS--
Aa jaa, aa jaa, aa jaa

--FEMALE--
O, meri zindagi mera pyaar yaad aa raha hai
Aane waala hai jo, voh yaad aa raha hai
Saajan saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa
Aakar mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa

--CHORUS--
Aa jaa, aa jaa, aa jaa

--FEMALE--
Paayal kaajal kangan daaman, saare tujhe bulaaye
Aa jaa saajan, aa jaa tere apne tujhe bulaaye
Aa jaa aa jaa, saajan aa jaa
Mere mehboob, mere hamsafar
Tujhko kya pata, hai tujhe kya khabar
Ehsaan tere kitne hai mujhpar
Rab pe yakeen hai jitna, utna hai tujhpar

--CHORUS--
Aa jaa, aa jaa, aa jaa

--FEMALE--
Mera mehboob mera sanam aa raha hai
Hum to mar hi chuke the, phir janam aa raha hai
Saajan saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa
Aakar mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa

--CHORUS--
Aa jaa, aa jaa, aa jaa

--FEMALE--
Chunri meri rangeen hui hai tere rang se saajan
Aakar rang de mera ang ang apne rang se saajan
Aa jaa aa jaa, saajan aa jaa
Tumse vafaayein bahut main karoongi
Kasam teri ab yeh dil kisi ko na doongi
Aa tujhe bata doon mere dil mein kya hai
Dil lene waale tujhe jaan apni doongi

--CHORUS--
Aa jaa, aa jaa, aa jaa

--FEMALE--
Dhadkanein badh rahi hai, voh kareeb aa raha hai
Khushnaseebi banke mera voh naseeb aa raha hai
Saajan saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa
Aakar mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa

--CHORUS--
Chaandni raat taaron ki baaraat hai
Dil ki mehfil sajaane mein kya der hai, kya der hai
Dhadkanein dil ki shehnaaiyaan ban gayi
Ab to saajan ke aane mein kya der hai, kya der hai

7mehdi ki raat Empty mjy sajan k ghar jana hai 29/12/09, 07:19 am

mobijeena

*Moderator*
*Moderator*

Na Na Na Na Oh Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana
Na Na Na Na Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana
Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana
Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana
Na Na Na Na Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana

Main To Ghoongat Mein Chal Gayi Chunri Mujhse Lipat Gayi
Main To Ghoongat Mein Chal Gayi Chunri Mujhse Lipat Gayi
Neend Na Aaye Mujhe Jaag Main Jaaon Kahin Lup Chup Jaaon
Kahin Bhaag Mein Jaaon
Kahan Se Aaye Jaane Kahan Le Jaaye Yeh Raasta Anjaana
Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana
Na Na Na Na Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana

Main To Jaadoo Ki Pudiya Main To Shishe Ki Gudiya
Main To Jaadoo Ki Pudiya Main To Shishe Ki Gudiya
Root Na Jaaon Kahin Toot Na Jaaon Chalo Saath Saheli Main Na Jaaon Akeli
Chup Na Rahoongi Saajan Se Kahungi Tu Pass Na Aana
Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana
Na Na Na Na Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana
Tujhe Saajan Ke Ghar Hai Jaana
Tujhe Saajan Ke Ghar Hai Jaana

8mehdi ki raat Empty ajao zara mehndi lagaoo 29/12/09, 07:36 am

mobijeena

*Moderator*
*Moderator*

Aajao zara mehndi lagao
Aajao zara mehndi lagao

--

Tum tho mere man mein barson se basee thi
Yehi baat mainay geeton mein kahee thi
Yaad hai mujhey tum sunki hunsi thi
Zara mehndi lagao

--

Bachpan mein tumney mujhko tho sataya (x 2)
Ho gaya tha pyar na iqraar kiya tha
Yaad hai mujhey woh baat purani
Zara mehndi lagao

--

Chairain ge hum sub jub aayay ga dulha
Haath pakar tera leyjayay ga dulha
Yaad humein bhi rakhna paryon ki rani
Zara mehndi lagao
Aajao zara mehndi lagao (x 2)

9mehdi ki raat Empty Re: mehdi ki raat 01/01/10, 05:42 am

sharifuniv

sharifuniv
New member
New member

good effort sis jii nice collection

10mehdi ki raat Empty Re: mehdi ki raat 01/01/10, 02:22 pm

mobijeena

*Moderator*
*Moderator*

achy hain naa thanx

11mehdi ki raat Empty Re: mehdi ki raat 23/01/10, 10:27 pm

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

very nice

12mehdi ki raat Empty Re: mehdi ki raat 24/01/10, 03:59 pm

mobijeena

*Moderator*
*Moderator*

erum jii aynn tu uss k liye ik alag section hna chahye jahan wedding say related things hoon wo bannayn gii na wo section

13mehdi ki raat Empty Re: mehdi ki raat 24/01/10, 04:39 pm

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

maree jaan woo section bana huaa hain app is topic koo wahan weddding section main move kardeinn

Sponsored content

Back to top  Message [Page 1 of 1]

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum