Laboun pe naam rakhne se
dilon main yaad karne se
har ek dharkan,har ek tarpan
kise k naam karne se
koe apna nahi banta
tamaam umar ki khushiyan
muhabbat ki sabhi ghariyan
kise ko daan karne se
us pe maan karne se
koe apna nahi banta!!
wo pehle piyaar ki batain
rafaqat ki sabhi ratain
wo chahat ki sabhi rasmain
muhabbat ki sabhi qasmain
hamesha yaad rakhne se
koe apna nahi banta!!
kise tanha akeli rah-gozar par
porane se kise borhay shajar par
pathar se koe dil bananay se
or
us main apna aur kise ka naam sajanay se
koe apna nahi banta!!
k jab aankhain he mar jaaen
tu pher sapna nahi banta
ye jewan daan kar jaaen
tu bhe apna nahi banta
koe apna nahi banta
dilon main yaad karne se
har ek dharkan,har ek tarpan
kise k naam karne se
koe apna nahi banta
tamaam umar ki khushiyan
muhabbat ki sabhi ghariyan
kise ko daan karne se
us pe maan karne se
koe apna nahi banta!!
wo pehle piyaar ki batain
rafaqat ki sabhi ratain
wo chahat ki sabhi rasmain
muhabbat ki sabhi qasmain
hamesha yaad rakhne se
koe apna nahi banta!!
kise tanha akeli rah-gozar par
porane se kise borhay shajar par
pathar se koe dil bananay se
or
us main apna aur kise ka naam sajanay se
koe apna nahi banta!!
k jab aankhain he mar jaaen
tu pher sapna nahi banta
ye jewan daan kar jaaen
tu bhe apna nahi banta
koe apna nahi banta