Dhondh raha hai dil tujhay gozar gahoun main
nain bichaey baithay hain teri rahoun main
kabhi tu milay ge un k lab-o-rukhsaar ki hansi
ab tak tu jee rahay hain aahoun main
har aahat pe chounkay hai dil betaab mera
deep jalaey baithay hain nigahoun main
hum ne apni palkon se har raastay ko hamwaar kia
chun rahay hain kaantay teri gozar gahoun main
hum kar tu rahay hain ishq k gunaah Shamaa
kaash wo bhe shamil ho jaaey meray gunahoun main