Welcome to the Forum..

You are currently viewing our boards as a Guest which gives you limited access to view most discussions and access our other features. By joining our free community you will have access to post topics, communicate privately with other members (PM), respond to polls, upload content and access many other special features. Registration is fast, simple and absolutely free so please, join our community today!

If you have any problems with the registration process or your account login, please contact us.

Join the forum, it's quick and easy

Welcome to the Forum..

You are currently viewing our boards as a Guest which gives you limited access to view most discussions and access our other features. By joining our free community you will have access to post topics, communicate privately with other members (PM), respond to polls, upload content and access many other special features. Registration is fast, simple and absolutely free so please, join our community today!

If you have any problems with the registration process or your account login, please contact us.
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

You are not connected. Please login or register

Are Love Marriages Successful....??, Love Marriages

+5
mobijeena
Only_4U
MyLife4U
prince007_pk
ERUM ALI
9 posters

Go to page : 1, 2  Next

Go down  Message [Page 1 of 2]

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

Assalaamualaikum!!!

Ek
sawaal karna tha aap log se....woh yeh ke kehte hain Love Marriages
successful nahin hote...aagey chal ker couples mein utni mohabbat nahin
rehti jitni pehle hua karti thi kabhi kabhi to ek doosre ki shakal tak
nahin dekhna chahte...kuch log lad jhaghad ker alag hi ho jate hain ya
koi bachhon ki khaatir ek doosre ko bardaasht karte hain....aap log ki
kya rai hai is per...?? Kya aap log ne kabhi koi aisa couple dekha hai
jo ab boodhe hain jinhon ne love marriage ki thi aur ab bhi khush hain
ek doosre ke saath....? Kyunke maine aksar love marriages ko fail hote
dekha hai..


Ek aur baat....yeh sawaal main un couples ke baarey
mein nahin kar rahi jo apne maa baap ko naraaz karke shaadi karte hain
balke main unko dihaan mein rakh ker kar rahi hoon jo maa baap ko raazi
karke hi karte hain bhale hi maa baap mushkil se raazi hon magar hon...


Plz jawaab zaroor dijiyega kyunke meri friend aksar mujhse poochti rehti hai....

Hope i will get a satisfying answer here....

Thanks !!!

prince007_pk

prince007_pk
*Super Moderator*
*Super Moderator*

mery maa bhap sab razi hain ....but future ma pata lagay ga result kiya ho ga.

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

hahha avery funnyyy

MyLife4U

MyLife4U
*Super Moderator*
*Super Moderator*

niceeeeeeeeeee

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

thank you so much siss

Only_4U

Only_4U
*Super Moderator*
*Super Moderator*

MyLife4U wrote:niceeeeeeeeeee

Xcuse me...

Wo apki views mang rahi hai..!!

niceeeeeeeeeeeee nahi..!!

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

AREY bahi koi baad nahi hy day dein gii sab chaltaa hy asay karai too na karienn

Only_4U

Only_4U
*Super Moderator*
*Super Moderator*

Ye answe q nai deti hai... !

Bas sirf nice... is k elawa kuch aur hai ya nai...??

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

okkkkkk

Only_4U

Only_4U
*Super Moderator*
*Super Moderator*

In ko kaho ke jawab diya kare... !

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

Only_4U wrote:In ko kaho ke jawab diya kare... !


Exceuse me ap kissay bol rahay hain batay to zaraa mujay

Only_4U

Only_4U
*Super Moderator*
*Super Moderator*

Apko keh raha hon sister...

K MyLife4U ko kaho k seeda reply kare.. !

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

Achaa jiii

mobijeena


*Moderator*
*Moderator*

love marriages ko na kaami milti hai uss ki reasonz hai

waja ik tu yeh k shadi say phely larka larki ki har baat ko manta hai qk wo larki uss k parents k samany nahi hti or uss ki har wish srf larky k samany atti hai parents k nahi tbi wo sab puri krta hai per jb shadi k baad wo bivi or parents k bech pansh jta hai tu lariyaan ho jti hai or blaming start ho jti hai result koi na khushgawar baat hti hai.

second waja lack of compromise larki compromise nahi krti qk wo shadi k phly k halat ki adi hti hai tbi

tu baat yeh k love marriage ma umedain zaida or compromise level kaam hta hai jbi result kharab hty hai

Humayun

Humayun
*Moderator*
*Moderator*

achhha

aisi baat hai...


sochlein...

hahahaha

main yt prefer karunga k bhai jo hoon jaisa hoon ki bunyad pe shaadi karo take koi nakhushgawari na aae

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

janab yah compromise main nay love marraiges main hi dakhien hain na kay arrange main. main nay arrange maraiges tooo bastay dakhien hain lakin love nahi love ki hed say hed 2 saal yah 4 saal wo bhi har tarah kay compromises main dakhien hain to iseliye bhater hy kay banda kabhi bhi shadi karey to arrange love nahi mujay billkul bhi yakeen hai hy love marraiges payy na hi ummdien dakhien hain kay aaagye ja kay love marraige karnay walay ghar basay gaye yah karab hoon gaye aur in ki yah baat ki wajah say poora gahar distrub hoo gaa sabsay barai baat parents tension main aaye gaye yah sab harkatoo ki wajah say to iseliye mujay billkul umeed nahi hy love marraige pay

mobijeena


*Moderator*
*Moderator*

nahi erum jii yeh tu bilkul glt baat hoi main ny arrange marriages k b results deakhain or love k bhi

bt compromise har relation ki phli shart hai jo wo nahi krty bas

compromise k baad har relation stable hta hai har kaah wo love k baad ho ya arrang k baad

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

main any kaha naa sisterr kay zaroori nahi hy kay har insaan ko us ka payyar milay aur wo us payyar kay khatier compromise na karey lakin sucha payyar wohi hota hy jis say hum payyar akrien aur us ki har musskil main us ka saath dein aur wo log kush naseeb hotay hain jin ko un ka payyar milta hy aur kush rahtey hain wo log panchoo ungliyaan barbar nahi hoti hain naa ise liye zaroori nahi hy kay har insaan ki life main compromisee ayee yah allahki marzi hy kay allah humari zindagi main kitnay compromise dayta hy aur kitnay nahi too insaan ko har tarah ki probs face karni zaroori hoti hain khass toor pay larkiyoo ko to iseliye boltay hain kay jo parents kay gahr main ayesh araam hain yah pata nahi susraal main milay na milay kyukay yah har auraat klay saatth hy har ghar masla hy tooo iseliye boltay hain kay larkiyoo ko har compromise kay liye ready hona chahye hay

mager maree duao hy kay allah sab larkiyoo ko kush rakhey aur un ki zindagi main har kushiyaan day koi dhukh na dakhay koi compromise na daklhay

sharifuniv

sharifuniv
New member
New member

shadi me nakami ya kamyabian aati rehti hen ,, is me sirf love wali shadi ko blame nai karna chahea,,, albatta itna zarur he ke shadi jo love me hui ho wahan wife or husband choti choti baat par ek dusre se khafa hote rehte hen or kabi kabi ye baat intehai khatarnak hadd tak pohnch jaati he... or phir unko intehai iqdaam uthaana padta he,,,,,

mobijeena


*Moderator*
*Moderator*

HMM BETA BHT XPERIENCE HAI KITNI KR CHUKY HOON HMM TELL ME NA ZARA

HEHE

MJY ZARA CLASSES LYNI HAI ISS TOPIC PER TUM SAY

sharifuniv

sharifuniv
New member
New member

hm zarur

mobijeena


*Moderator*
*Moderator*

rite jii

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

Are Love Marriages Successful....??, Love Marriages 462482

mobijeena


*Moderator*
*Moderator*

jiii

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

Are Love Marriages Successful....??, Love Marriages 962535

Sponsored content



Back to top  Message [Page 1 of 2]

Go to page : 1, 2  Next

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum