Welcome to the Forum..

You are currently viewing our boards as a Guest which gives you limited access to view most discussions and access our other features. By joining our free community you will have access to post topics, communicate privately with other members (PM), respond to polls, upload content and access many other special features. Registration is fast, simple and absolutely free so please, join our community today!

If you have any problems with the registration process or your account login, please contact us.

Join the forum, it's quick and easy

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

You are not connected. Please login or register

Hakeem By Hikayate Roomi....

3 posters

Go down  Message [Page 1 of 1]

1Hakeem By Hikayate Roomi.... Empty Hakeem By Hikayate Roomi.... 01/04/09, 03:54 pm

MyLife4U

MyLife4U
*Super Moderator*
*Super Moderator*

aik din hakeem jalenoos ghabraya hua apney shagirdon ke paas aaya aur kehne laga " foran mairey liye falan dawa dhoond kar laao shadeed zaroorat hai " . shagirdon ne hairat se ustaad ki taraf dekha aur kehne lagay " aapko us dawa ki kiya zaroorat paish agayee ? woh dawa to pagalon ko dee jati hai "....................... hakeem jalenoos ney jawab diya " baat ye hai ke abhi abhi aik pagal mairi taraf mutavajja hua tha .thori dair tak woh mujhai palak jhapkaye baghair dekhta raha ......phir us ney badmashon ki tarah aankh maari .......uske baad aagay barh kar mairey kurtey ki aasteen phaar dee ............. mai ney is waqiye par ghor kiya to maloom hua ke shayed woh mujhai apna hum jins jaan kar hee multafit hua tha aur koii vaja nahi thi ke mairey janib mutavajja hota . khoob achi tarah samajh lo ke jab 2 aadmi apas mai milain to dono mai koi na koii sift zaroor mushtarik hogi . koii parinda doosrey ghair parindon ke ghol ke saath urta hua kabhi nahi dekha gaya . aik baar kisi shakhs ne mujh se bayan kiya ke mai ne aik sehra mai kavvey aur kulung ko bari muhabbat aur shoq sey paas paas youn baithey dekha jesey woh aik hee jins sey taluq rakhtey hon . bazahir unke qurb ki koii vaja nahi thi . mai ne buhat dimaagh laraya magar is ishtiraak ki vaja na jaan saka . usi alam-e-hairat mai aahista aahista jab unke qareeb pohcha to kiya dekhta hoon ke dono langrey hain".

Hikayate Roomi

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

hmmvery niceeeeeeeeeeee

MyLife4U

MyLife4U
*Super Moderator*
*Super Moderator*

Hakeem By Hikayate Roomi.... Uiloi11

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

Hakeem By Hikayate Roomi.... 723942

prince ali

prince ali
New member
New member

nice one

Sponsored content

Back to top  Message [Page 1 of 1]

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum