woh kesa shuks hai k her rooz saza deta hai..
phir hansa ta hai woh itna k bhula deta hai..
kabhi jo roo dey to mujh ko bhula deyta hai..
or bhool k mujh ko bhi rula deyta hai..
us sey poocho k bata ks sey mohabbat hai tumhy..
naam sargoshi mey mera hi suna deyta hai...
khud hi kehta hai k na duhrao purani yadein..
na duhrao to khud hi duhra deyta hai.....
khud hi kehta hai k jazbaat mey halchul na kro...
or phir khud hi naye agg laga deyta hai........