ay chand ki kirno jao na
tum usko choo kar aao na
wo kab kab kya kya karta hai
wo jagta hai ya sota hai
wo kis se batain karta hai
wo rat ko kesa dikhta hai
jab soay kesa lagta hai
jab jagay kesa dikhta hai
tum chupke chupke jao na
us CHAAND ko choo kar aao na
tum usko choo kar aao na
wo kab kab kya kya karta hai
wo jagta hai ya sota hai
wo kis se batain karta hai
wo rat ko kesa dikhta hai
jab soay kesa lagta hai
jab jagay kesa dikhta hai
tum chupke chupke jao na
us CHAAND ko choo kar aao na