ye shaam teri yadoun k pannay khool daiti hai
jaisay chandni pani k aks main khud ko ghool daiti hai
main ne barsoun qaid kia lafzoun ko laboun pe
par ye aankh tujhay daikhtay he sub bool deti hai
wo eak din dard bhari aawaaz main boli"Sagar Abbaasi"
ye teri muhabbat bhe na dukh kitnay anmol deti hai