Dil sooch ka pinjra hai
ek baar he khulta hai
dil piyaar ka souda hai
ek baar he hota hai
dil yaad ka badal hai
be-ant barasta hai
dil piyaar ka bhoka hai
apno ko tarasta hai
dil piyaar ka dariya hai
senay main machalta hai
dil barf ka touda hai
jamta na pighalta hai
dil shaam ka tara hai
aankhoun main chamakta hai
dil hijr ka pathar hai
nazroun main khatakta hai
dil piyaas ka sehra hai
barish ko tarasta hai
dil dard ka tukra hai
senay main sulagta hai
dil sang ka tukra hai
jo dard he deta hai
dil aag ka dariya hai
jo piyaas barhata hai
andha sa ek kuwan hai
khahish ko nigalta hai
ye band gali jaisa
har eak bhatakta hai
dil khawaab hai dhoka hai
har eak ko pata hai
ek baar he khulta hai
dil piyaar ka souda hai
ek baar he hota hai
dil yaad ka badal hai
be-ant barasta hai
dil piyaar ka bhoka hai
apno ko tarasta hai
dil piyaar ka dariya hai
senay main machalta hai
dil barf ka touda hai
jamta na pighalta hai
dil shaam ka tara hai
aankhoun main chamakta hai
dil hijr ka pathar hai
nazroun main khatakta hai
dil piyaas ka sehra hai
barish ko tarasta hai
dil dard ka tukra hai
senay main sulagta hai
dil sang ka tukra hai
jo dard he deta hai
dil aag ka dariya hai
jo piyaas barhata hai
andha sa ek kuwan hai
khahish ko nigalta hai
ye band gali jaisa
har eak bhatakta hai
dil khawaab hai dhoka hai
har eak ko pata hai