Yaad aaoun tu bus itni se enayat karna.....!
apnay badlay hoey lehjay ki wazahat karna...!
tum tu chahat ka shahkaar hoa kartay thay......
kis se sekha hai ye ulfat main milawat karna?
hum sazaoun k haq-daar banay hain kub se?
tum he keh do k jurm hai kia muhabbat karna?
teri furqat main ye aankhain abhi tak num hain
kabhi aana meray ashkoun ki ziyarat karna....!