Welcome to the Forum..

You are currently viewing our boards as a Guest which gives you limited access to view most discussions and access our other features. By joining our free community you will have access to post topics, communicate privately with other members (PM), respond to polls, upload content and access many other special features. Registration is fast, simple and absolutely free so please, join our community today!

If you have any problems with the registration process or your account login, please contact us.

Join the forum, it's quick and easy

Welcome to the Forum..

You are currently viewing our boards as a Guest which gives you limited access to view most discussions and access our other features. By joining our free community you will have access to post topics, communicate privately with other members (PM), respond to polls, upload content and access many other special features. Registration is fast, simple and absolutely free so please, join our community today!

If you have any problems with the registration process or your account login, please contact us.
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

You are not connected. Please login or register

ALI K SATH HA ZEHRA KI SHADI..

3 posters

Go down  Message [Page 1 of 1]

1ALI K SATH HA ZEHRA KI SHADI.. Empty ALI K SATH HA ZEHRA KI SHADI.. 06/07/10, 04:55 am

neha_khan

neha_khan
New member
New member

Ali Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi
Sabhi Kush Hai Khudai Bhi Khuda
Bhi
Ali Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi
Larka Hai Khuda Ke Ghar Ka
Larki
Hai Nabi Ke Ghar Ki
Woh Arzo Sama Ka Malik
Yeh Malka Behro Barki (Zami
Rakhsa) Hai Rakhsa Asma Bhi

Ali Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi
Hyder Hai Kulle Ima
Aur Kulle Ismat
Zehra
Is Sar Pe Wafa Ka Sehra
Is Sar Pe Haya Ka Sehra (Woh Shezaada) Hai
Aur Yeh Shahzaadi

Ali Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi
Kheti Ne Bichaya Sabza
Suraj Ne Ujale
Bante
Khud Dashte Khuda Ne Shaab Ke
Aanchal Pe Sitaare Taanke (Huwi Rangi)
Jo Thi Tasviir Saadi

Ali Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi
Bola Yeh Khuda Har Jaanab
Rehmat Ke
Ghata Barse Gi
Jo Bogs Se Banjar Hoo Gi
Bas Woh Hi Zami Tarse Ge (Utho
Jibrieel) Yeh Kardo Manadi

Ali Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi
Sabhi Kush Hai Khudai Bhi Khuda
Bhi
Ali Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi
Dunya Ne Sawara Usko
Andaaz Naye
Apnaye
Tahzeeb Ne Zaiwar Badle
Marboot Naye Silwaye (Mehek Uthi) Nasab Ki
Paak Waadi

Ali Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi
Dulha Ke Roop Mei Pyaare
Ali Ibne Abi
Talib Hai
Tha Baap Bhi Sab Se Ghalib
Ye Bhi Kulle Ghalib Hai (Ye Damade)
Nabi He Or Wo Samdhi

Ali Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi
Baraat Chali Haider Ki
Rehmat Ke Saaye
Saaye
Baraat Ke Aage Aage
Quran Qaside Gaaye (Nabi Saare) Chale Bankar
Baraati

Ali Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi
Sabhi Kush Hai Khudai Bhi Khuda
Bhi
Ali Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi
Tohfe Mai Mile Mehk Aise
Inhe
Kausar Or Jannat Ko
Ye Saara Namak Or Paani
Haq Mehr Mila Zehra Ko
(Salaami Mei) Mili Marzi Khuda Ki

Ali Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi
Qudrat Ki Taraf Se Inko Abhi Tohfe Or
Milenge
Kal Inke Haseen Angan Mei
Do Asli Phool Khilenge (Haseen Shajare)
Jinhe Denge Salaami

[b]Ali Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi
Wohh Abh Chahe Koi Bharke
Ab Chahe Koi
Tarpe
Ab Meri Bhala Se Chahe
Marjaye Koi Jal Jal Ke (Khushi Ki Baat) Hi
Mei Ne Sunadi

[b]Ali Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi
Keise Ho Bayan Woh Manzar
Jab Khatm
Huwi Sab Rasme
Konain Ki Har Sheh Gohar Kehti Thi
Kha Kar Qasme (Mubarak
Hai) Mubarak Hai Ye Shaadi

[b]Ali Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi
Sabhi Kush Hai Khudai Bhi Khuda
Bhi
Ali Ke Saath Hai Zehra Ki Shaadi

mobijeena


*Moderator*
*Moderator*

hmm good

neha_khan

neha_khan
New member
New member

ALI K SATH HA ZEHRA KI SHADI.. 159357

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

bahooot hi ummda hai

Sponsored content



Back to top  Message [Page 1 of 1]

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum