wo mujh ko likhta tha
k a jaan meri
judaion ki udaas rut main
khafa na hona
main lot aya to
kurbat k haseen mosam se
dil ka anga sanwar donga
bahar is main utar donga
main le k aaonga sath apne
mhbton k gulab mosam
wafa main doobay seemab lamhe
tumhari khatir,tumhari kahtir
magar wo aya
tu uzar laya,jawaz laya
wazahton ka mahaz laya
main tah jin dukhon ki intikha per
wo phir se un ka ahaaz laya
……………
k a jaan meri
judaion ki udaas rut main
khafa na hona
main lot aya to
kurbat k haseen mosam se
dil ka anga sanwar donga
bahar is main utar donga
main le k aaonga sath apne
mhbton k gulab mosam
wafa main doobay seemab lamhe
tumhari khatir,tumhari kahtir
magar wo aya
tu uzar laya,jawaz laya
wazahton ka mahaz laya
main tah jin dukhon ki intikha per
wo phir se un ka ahaaz laya
……………