- Tamaam khubiyon mein afzal khubi khud ki kamyabiyon ko pehchanna hai
- Mohabbat aisa jazba hai, k barish rooth bhi jaye tou pani kum nahi hota
- Karwi baat pathar ki tarha hoti hai jo har shey ko zakhmi kar deti hai jab k meethi baat us chashme ki tarha hoti hai jis ki taraf insan tou insan janwar bhi dore chale jate hain
- is dunya mein do log hi aap ko achi tarha jante hain, pehla wo jo aap se sb se zyada muhabbat karta hai or dosra wo jo aap se sb se zyada nafrat karta hai.