Hasb-e-khayaal naqsh-e-tamanna koe tu ho
jaise meri talaash hai waisa koe tu ho
kab tak main apne aap se batain teri karon
duniya main tera jaannay wala koe tu ho
rah-e-khayaal-e-yaar main kab tak paray rahain
sher-e-jamaal-e-yaar ka rasta koe tu ho
jub meri umer u he akelay gozar gae
ab meray baad hota hai mera koe tu ho
jaise meri talaash hai waisa koe tu ho
kab tak main apne aap se batain teri karon
duniya main tera jaannay wala koe tu ho
rah-e-khayaal-e-yaar main kab tak paray rahain
sher-e-jamaal-e-yaar ka rasta koe tu ho
jub meri umer u he akelay gozar gae
ab meray baad hota hai mera koe tu ho