Intaqaman hans raha hon khoob rone k liye
wo qareeb aane lagay hain door hone k liye
koe mane ya na mane ham ne jana hai ye he
dil tarapne k liye hai aankh rone k liye
kia qayamat hai maseha waar kar k chal diya
aur qatil aa gaya hai zakhm dhone k liye
aaj tak ye bhe na socha keun hoey ham darbadar
tujh ko pane k liye ya khud ko khone k liye
meri duniya door se he daikhne ki cheez thi
aap na haq aa gey maghmoom hone k liye