Koun si Manzil Hai Kahan Aa ke Ruka hun,
Har ek se Khud Apna Pata Pooch Raha Hun,
Phoonkoun se Mitta hun na Mittane se Mitta hun,
Main Waqt hun
Tareeq ke Mathy pe Likha hun "
Aaye hain Wohi mere Ghar ko Aag lagane,
Zindagi Zakhmoun se Bhari hai ,
Waqt ko Marham banana Seekh lo,
Harna
to hai Mout ke saamne ,
Filhaal Zindagi se Jeetna Seekh lo,
Na jane kis ki Duwaoun ka Faiz hai Mujh Par,
Main Doobta hun aur Dariya Uuchaal deta hai.