Es tarha se sataya hai pareshan kia hai
goya k muhabbat nahi ehsan kia hai
socha tha k tum dosroun jaisay nahi ho gay
tum ne bhe wo he kaam meri jan kia hai
mushkil tha bohat meray liye tark-e-ta'aluq
ye kaam bhe tum ne mera asaan kia hai
har rooz sajatay hain teray hijr main ghunchay
aankhoun ko teri yaad main guldaan kia hai