Aao jaanch letay hain
dard k tarazo par
kis ka ghum kahan tak hai
siddatain kahan tak hain
kuch azeez logoun se
poochna tu parta hai
aaj kal muhabbat ki
qematain kahan tak hain
eak shaam aa jaao
khol kar haal-e-dil keh lain
kaun janay saansoun ki
mohlatain kahan tak hain
dard k tarazo par
kis ka ghum kahan tak hai
siddatain kahan tak hain
kuch azeez logoun se
poochna tu parta hai
aaj kal muhabbat ki
qematain kahan tak hain
eak shaam aa jaao
khol kar haal-e-dil keh lain
kaun janay saansoun ki
mohlatain kahan tak hain